Meri dharkno ki kitab main,, Meri chahton k hisab main,,
Wo jo mehtab sa shakhs tha! Meri dharkno main shareek tha..
Wo chalta rehta tha door tak,, Mera haath tham k haath main,,
Wo jany kesy chala gya? Mujhe chor k ussi khawb main,,
Magr aaj b hai basa huwa! Mere dil ki band kitab main.
0 comments:
Post a Comment